facebook pixel
Dar-e-Abbas (AS) 🖤🏴 Yahan sirf ek Roza nahi… wafa ki woh dastaan hai jo Qayamat tak zinda rahegi. Jahan har zaair apni aankhon mein mohabbat, dil mein umeed aur labon par dua liye haazir hota hai. 🤲🏻 Abbas (AS) — naam nahi, wafa ka mayaar hain. Qamar-e-Bani Hashim (AS) — ghairat, shujaa’at aur wafadari ki pehchaan hain. 🖤 Ya Abbas (AS) 🏴 Labbaik Ya Abbas (AS) Ya Qamar-e-Bani Hashim (AS) 🖤 Moula Abbas (AS) ki wafa ko lakhon salaam. #mawaddatemasoomeen #azadarinhyderabad #shiawhatsappstatus #explorepage #trendingreel

 82

    Suggested Credits
    Tags, Events, and Projects