facebook pixel
2 Saal Ki Bachchi Doob Rahi Thi… Phir Ye Hua 🥺👇 Sirf ek kadam aur ye nanni si jaan seedha gehri nehar mein chali gayi! Paas se gaadiyan guzar rahi thi par kisi ko pata nahi tha ki paani mein kya chal raha hai. Khel khatam hi hone wala tha, lekin tabhi ek gaadi wahan rukti hai aur usme baithe ek ladke ne bina apni jaan ki parwah kiye seedha paani mein chhalang laga di. Aaj kal log dharam ka chashma lagakar ghoomte hain, par maut ke saamne sirf insaaniyat kaam aati hai. Ek salute toh banta hai is real-life hero ke liye! ❤️️ Sach batao, agar us din aap wahan hote… kya aap bhi paani mein kood paate? Comments mein batao! #RealLifeHero #Insaaniyat #Punjab #RescueVideo #HumanityFirst

 4.6k

 274

 17

 4.6k

    Suggested Credits
    Tags, Events, and Projects